Zindegi ek banjar zameen si thi…
tum aane se wahan achanak barish ka mausam aagaya
Barson se sukhi thi jo zameen
Aaj wahan bahaar aagaya
Bhatak tha raha dar dar
Dhunta raha tumhe yahan wahan…
jab thak ..har ke baith gaya
aur karli band apni ankhen……tum thi wahan..
Apne dil ko main samjhata raha
ki tu dhire dhadak…kahin usse tere dhadne ki awaz sunai na de
Mere dil ne haske kaha..ye pagal gaurse se sun..dhadak to mai raha hu…par uske seene mai…